Alif Adab presents TEHZEEB HAFI SHAYARI NEW GHAZAL – a ghazal that dives deep into the ocean of sadness! 🌊💔 Get ready to be swept away by the masterful words of Tehzeeb Hafi in this brand-new ghazal. We’ve handpicked the poet’s most sad poetry lines, guaranteed to stir your emotions and leave you wanting more. “TEHZEEB HAFI SHAYARI NEW GHAZAL | SAD POETRY IN URDU”
Prepare yourself for:
- Tehzeeb Hafi’s new Poetry paints a vivid picture of longing and sorrow.
- Tehzeeb Hafi is a humble Urdu poet. His sad poetry touches the heart.
- A soulful performance in Tehzeeb Hafi Ghazal captures the essence of Urdu poetry.
This video is a must-watch for anyone who appreciates Urdu poetry and the power of words to touch the soul. 💖
Lyrics
Mainy yeh kab kaha keh woh mujh ko akaila nahi chorta
Chorta hy magar aik din sy ziada nahi chorta
Kon sehraaon ki piyaad hy in makanon ki bunyaad main
Barishon sy agar bach bhi jain to darya nahi chorta
Door umeed ki khirkion sy koi jhankta hy mujhy
Aor mery galli chorny tak dareecha nahi chorta
Main jissy choor kar tum sy chup kar milla hon agar aj woh
Daikh laita to shayad woh dono ko zinda nahi chorta
Kon-o-Imkaan main do tarhan ky hi to shoubda baaz hain
Aik parda girata hy aor aik parda nahi chorta
Tyy shuda waqat par woh pohanch jata hy piyaar karny wasool
Jiss tarhan apna qarza koi banyaa nahi chorta
Aj pehli dafa us sy milna hy aor aik khadsha bhi hy
Woh jissy chor daita hy us ko kahi ka nahi chorta
Pehly mujh par bohat bhonkta hy keh main ajnabi hon koi
Aor agar ghar sy jany ka bolon to kurta nahi chorta
Loog kehty hen TEHZEEB HAFI usy chor kar theek hy
Hijr itna hi aasan hota to Taunsa nahi chorta
Poet: Tehzeeb Hafi
Join #AlifAdab Community:
Visit Our Website: https://alifadab.com/
Facebook: https://facebook.com/alifadabofficial/
Instagram: https://instagram.com/mrzaibsial/
TikTok: https://tiktok.com/@mrzaibsial/
Immerse yourself in the world of emotions and poetry. Subscribe now for more heart-touching verses! Don’t forget to subscribe, like, and hit the notification bell to stay updated with our latest poetic offerings!